or   Register    Recover password
I Miss you ***ਯਾਦਾਂ ਤੇਰੀਆ__JASVEEJ

I Miss you ***ਯਾਦਾਂ ਤੇਰੀਆ__JASVEEJ

ਤੇਰੀ ਯਾਦ 'ਚ ਅੱਥਰੂ ਵਹਾਉਣ ਲੱਗ ਪਏ ਤੇਰੀਆ ਯਾਂਦਾ 'ਚ ਨਿਦਰਾਂ ਗਵਾਉਣ ਲੱਗ ਪਏ
24804 subscribers  Subscribe
I'm jealous of people who hug U
bcus for a moment they hold my
whole world...!!
< VEEJ >
Like and share my page on facebook..its really awesome.....
www.facebook.com/Veej.VJK
Ijazat Ho Too Mang Loon Tumhay,
Suna Hai Aaj Taqdeer Likhi Jaye Gi..

< Veej >
Usko Sajne Ki Sanwarnay Ki Zaroorat Hi Nahin,
Uss Pe Jachti Hai Hayaa Bhi Kisi Zewar Ki Tarah....Veej
Jaan Day Denge Bus Yehi Hamare Ikhtiyar Mein Hai
"JAAN"
Hum Nahi Karte Baat Sitare Torr Lane Ki...!! —VEEJ
Phir Kia Hua? Ye Raah Ki Dushwariyon
Se Puch....
Bas Itna Yaad Hey, Teri Janib Chala Tha
Main....VEEJ
Maanga hi nahi me ne apni chahat ka sila tujh se
K Shayad inkaar ki bhi fursat ne ho tere paass.....!! VEEJ
Mujhe maloom hai mera muqaddar tum nahin lekin…
Meri taqdeer se cHup kar mujhe ik baar mil jaao!!...VEEJ
Kitab-e-taqdeer se kia shikwa ay dil-e-nadan...
Ke jab qismat hi apne pas na ho to phir Khawaishain kaisi...! VEEJ !
Udasi tum pe beety gi to tum bhi jan jao gy,
K kitna dard hota hai nazar andaz karny se... ♥VEEJ